hussan diya aur rona bhee 7-7-21


07 July 2021 01:25

HUSSAN DIYA AUR RONA BHEE SAATH SAATH -KIYON AUR KISS LIYA, -YEH SAMAJH MAIN AATAA HEE NAHIN -VAISSAI TO MILTAI HAIN BAHUT SAI DOST -MAGAR NIBH NA PAATEE HAI KISSI KAI SAATH PYAR MAIN KABHEE -ZINDGEE BHAR BEETANAI KAI LIYAI HEE -VAISSAI TO MILTAI HAIN BAHUT DILWALAI AUR MATWALAI BHEE -LEKIN MILA NAHIN KABHEE KOYEE PYAR SAI ZINDGEE CHALANAI AUR NIBHANAI KAI LIYAI HEE -KARTEE HOON MEIN PYAR JISS SAI -VOH YEH SAMAJHA NAHIN -JAB HUSSAN HOTA HAI -TO USSKO BARKRAR RAKHNA BHEE HOTA HAI ZAROOREE -KHARCHA BHEE HOTA HAI -AUR BAHUT LOG PEECHHAI PAR JATAI HAIN ZAROOR -LARTAI HAIN AUR AAPASS MAIN -MAAR PEET BHEE KARTAIN HAIN ZAROOR -PHIR MANAA LETA HAI UN SAB MAIN SAI KOYEE MUJHAI -PHIR BEET JATAI HAIN CHAAR DIN KHUSHEE KAI ZAROOR -AUR PANCHVAIN DIN -JHAGRA SHURU HO JATA HAI ZAROOR -CHAHTEE HOON MEIN ZAROOR -AAPNEE SUNDARTA KO -BARKARAR RAKHNAI KAI LIYAI HEE -JAANAA PARTAA HAI MUJHAI ZAROOR -BEAUTY PARLOURS MAIN -AUR BAHUT SEE BEAUTY ITEM KHAREEDNAI KAI LIYAI BHEE -NAN SIRF MILTEE HAI TASSALEE -IN ITEMS SAI MUJHAI -BALKEH HOTA HAI ZAROOREE -AAPNAI AAP KO KHOOBSSURAT DEKHNAI AUR DOSTON KA DIL RUJHANAI KAI LIYAI HEE -HO JAATA HAI TAB YEH ZAROOREE BHEE -KHAREEDNA AUR PEHNAN DESIGNERS LIBAS BHEE -AUR ISS SUNDARTA KO AUR BHEE BHARHANAI KAI LIYAI -ZAROOREE HO JATAA HAI -BARHIYA SAI BARHIYA JEWELLERY KHAREEDNAI AUR PEHNANAI KAI LIYAI BHEE -AAPNAI YAAR DOSTON KA DIL BEHLANAI KAI LIYAI AUR APNAI KO KHUSH RAKHNAI KAI LIYA BHEE -BAS AB BEETATEE JA REHEE HAI YEH ZINDGEE MEREE- -AAPNAI KO HAR ROZ -SAJANAI AND DOSTON KO KHUSH RAKHNAI KAI LIYAI HEE -BAS PHIR HOTA HAI KYA -MILTAI TO HAIN BAHUT SAI SAATHEE -BAS PHIR RAATAIN BEET-TEE JATEE HAIN -KUCHH DIN KHUSHEE MAIN ZAROOR -AUR PHIR HAR VAKAT JHAGRNAI MAIN, LARNAI JHAGRNAI -AUR APNEE APNEE SAFAYAN DETAI HOOAI BHEE -BAS PHIR BAN JATEE HAI YEH ROZ MARAH KEE KAHANIYAN HEE -BAS AB KYA KAHOON MEIN AAP SAB SAI HEE -DOST BANTAI HAI BAHUT -AUR GHAYAIB HO JATAI VOH CHANDA DINON MAIN HEE -BAS ISS TARAH SAI BEET GAYEE HAI JAVANEE MEREE -MATHAI PAR JHARIYAN PARH GAYEE HAI ZAROOR -AYAINAI MAIN JAB DEKHTEE HOON MEIN -RONA AAT HAI MUJHAI -AAPNEE BEETEE HUYEE JAVANEE PAR -AUR USS HUSSAN KEE YADAIN DOHRATAI BHEE -BAS AB JO BEET GAYEE HAI -VOH NAN AYAI GEE VAPAS KABHEE -BAS AB RONA HEE RONA -REHAI GAYA HAI BAAKEE -POOCHHTEE HOON MEIN -HAR PARKAR SAI USS PARVARDIGAR HEE -KIYON DIYA HAI TU NAI YEH -HUSSAN MUJHAI -SIRF RONAI KAI LIYAI HEE HAR VAKAT -BAS AB THAK GAYEE HOON MEIN -ISS JEEVAN SAI -AUR APNAI DOSTON KEE -BEFAVAYEE SAI BHEE -HEY PRABHU -AGAR TU NAIN MUJHAI -AGLA JANAM DENA HEE HAI ZAROOR -HUSSAN DENA TU ITNA MUJHAI -JISS SAI -BEET JAYAI MEREE ZINDGREE AGLEE -KHUSHYON AUR PYAR MAIN HAR VAKAT BHEE conclusion; dear friends if you prefer beauty, keep your pocket open all the time, never question your beauty queen why and what for and if you can't afford, learn to live life with someone you marry, happily irrespective of whether the beauty is of your choice or not, and as such prioritise to live life happily than regretting for beauty all the time. Pl also do remember the phrase soorat and seerath, soorth perhaps lasts till javanee-youthfulness- while seerath lasts for whole of one's life, essential to make a choice, is left to you, The above narration is just a guideline. ----------------------------------- narrated by vasdevloond, founder of marriage guidance new concept, cost free marriage burea NGO, to contact vasdevloond at 9811943867 vasdevloond@gmail.com www.marriageguidance.in www.facebook.com