aj bhatai bhaitai yeh khyal aya hai yeh mujhai 7-10-23


07 October 2023 07:40

AJ BAITHAI BHATAI KHYAL AYA HAI MUJAI KAHAN HO TUM AUR KAHAN HOON MEIN TARAP RAHA HOON YAHAN MEIN AKELA SHAYAD HOGA TERA HAAL AISSA HEE SOCHTA HOON MEIN KABHEE KYA AISSI THEE KISMAT HAMAREE KYA REHAINGAI HUM KISMAT KAI MARAI KYA KOSSAINGAI HUM AAPNEE KISMIAT KO YA KOSAINGAI HUM AAPNEE AAPNEE KARNEE KO ULJHAN MAIN PAR GAYA HOON MEIN SAMAJ MAIN KUCHH AATA NAHIN KYA THA KASOOR MERA TUMHAIN AAPNA BANANAI MEIN SOCHTA HOON MEIN KAHIN YEH MEREE GALTEE TO THEE NAHIN LEKIN JAB PALAT KAR DEKHTA HOON MEIN TO SAMAJH MAIN AAT HAI YEH MUJHAI YEH KOYEE GHALTEE THEE HEE NAHIN THA YEH SIRF MUHABAT KA JANOON ITNA KEH NAN MEIN KUCHH SOCH PAYA AUR NAN KUCHH SAMAJH PAYA PYAR MAIN DOOB GAYA MEIN AAPNAI KO BHOOLA KAR HEE CHALNA LAGA MEIN BHEE USSI TARAH JAISAI EK NADEE THOKRAIN KHA KHA KAR EK NAN EK DIN SUMANDAR MAIN JA KAR KHATAM HO JAATEE HAI BAS KYA KAHOON MEIN AB HUM DONO BHEE NADEE KEE TARAH THOKRAIN KHATAI HUAI, JHAGRTAI HUAI, DUBA DAINGAI HUM DONO I ZINDGEE SAREE EK NADEE KEE TARAH HEE BAS AB HUM ZINDA TO HAIN ZAROOR LEKIN ZINDGEE MAIN JAAN HAI NAHIN AUR NAN RAHEE ZINDA REHNAI KEE TAMANA BHEE DEKHTA HOON JAB MEIN AAPNAI AGAL BAGAL MAIN BHEE KISSI BHEE CHEEZ KEE KAMEE HAI HEE NAHIN MAN BAP, BHAYEE BEHN, RISHTAIDAR, DOST SAB HAIN PAAS MERAI TASALEE DENAI KAI LIYAI MAGAR NAN KOYEE KAR PATA HAI KAMEE TEREE AUR NAN HEE MEIN BHOOLA PATA HOON TUMHAIN KABHEE AB TO PATA CHALTA HEE NAHIN KYA DIN HAI YA RAAT AANKHAIN BAITHEE JAATEE HAIN AUR JAAN KAMZOREE SAI BHARTEE JATEE HAI, CHALANEE SAI MAJBOOR HOTA JATA HOON MEIN, DEKHTA HOON AUR SHOCHTA BHEE HOON MEIN KISSI NAN KISSI KA SAHARA LAINAI KAI LIYAI LEKIN MAJBOOR HOON NAN TO SAHARA LAI PAATA HOON MEIN AUR NAN HAI ICHHA BAKEE KOYEE AGAR MEIN KUCHH DIN AUR JEE BHEE LOON TO KISS KAI LIYAI NAN TO MEIN KABHEE BHULA PAYON GA TUMHAIN AUR NAN HEE BAKEE ZINDGEE BEETA PAYAONGA MEIN BAS AB YEH NAZAR AATA HAI MUJHAI, KUCHH HEE DINON MAIN MUR JAONGA MEIN TEREE AASS MAIN AUR JUDAYEE MAIN BHEE LEKIN HAI YEH MERA BHAROSSA AUR YEH BHAROSSA REHAIGA ZAROOR TU AIGAIGEE ZAROOR MERAI MAKBARAI KO DEKHNAI KAI LIYAI AUR KABHEE JAB DIL BHAR JAYAIGA, TO TU PHOOL MUJH PAR CHARAHAIGEE ZAROOR AUR YEH SACH BHEE HAI, JAB HUM ZINDA HOTAI HAIN , TO LARTAI JHAGRTAI REHTAI HAIN MUM ZAROOR LEKIN MUR JATAI HAI HUM, TO SITATEE HAIN HUMAIN YADAIN SAREE NAN MEIN RAHOONGA AUR NAN REHAIGEE TU BHEE KABHEE BAS PHIR REH JAYAINGEE SHEYED DASTAN HAM DONO KAI LARNA AUR JHAGRNAI KEE HEE, AUR YEH BHEE SHAYED HO GA ZAROOR, LOG THOOKAINGAI HUM DONO KEE KABRON PAR AUR SHAYED MARAINGAI THOKARAIN HUMAIN YEH KEH KEH KAR, DEKHO AUR DEKH LO YEH HAI INAM AUR ANJAM TUM DONO KEE ZINDGEE KA TUMHAIN BAS AB ISS BESABREE MAIN MEIN KYA KAHOON YARO NAN MILA HAI CHAIN ISS ZINDGEE KA JEENAI MAIN AUR NAN MILAIGA YEH MARNAI KAI BAAD BHEE BAS DUA HAI AUR ILETEGA HAI MEREE, ZINDGEE JEENAI KEE HAI,BEETAO ISSAI KHUSHEE MAIN AUR AGAR AISSAI NAN CHAL PAYAI KABHEE, TO ISSAI CHALNAI DENA ZAROOR TORNAI KA NAN KABHEE SOCHNA AUR NAN TORNA ISSAI KABHEE NAHIN TO ZINDGEE BARBAD HO JAYAIGEE MEREE TARAH HEE. Conclusion: fight never, if ever it happens, manage to forget it and do believe that divorce is not a happiness, it is totally uncertain, and it is also said that 2nd is not equal to the 1st one, past will appear again and again causing disturbance and repentance all the time. Also not to forget that for the 2nd one more tolerance, more acceptance and more submission will become an essential liability.. …………………………………………………………………………………………… by vasdevloond, founder of cost free marriage bureau titled Marriage Guidance New Concept. Contacts: vasdevloond 9811943867 vasdevloond@gmail.com