ONE COMES CRYING ANG GOES REGRETTING 26-12-20


26 December 2020 08:17

ONE COMES CRYING AND GOES REGRETTING -RONA TO HAI PET KEE TALAB SAI HEE -ROAINGAI NAHIN TO MAAN BHEE DHOOD DAIGEE NAHIN -RONA TO HAI ZAROORI HEE -MANGNAI KAI LIYAI -AUR APNEE BHOOK KO MITANAIN KAI LIYAI BACHAI KAI LIYAI BHEE -JAISAI BARAI HOTAI HAIN HUM -PRESHAN HONAIN LAGTAI HAIN HUM -RONAIN MAIN AND PRESHANIYON MAIN ULAJHTAI HUAI BHEE -KIYA HAI VAJA AUR AISSA HOTA HAI KIYAON -BACHPAN MAIN CHAARA NAHIN -MADAD KARNAI KAI LIYAI MIL JATAI HAIN BAHUT SAI LOG BHEE -KHAMOSH KARNAI KAI LIYAI -AUR PYAR BANTNAI KAI LIYAI BHEE -LEKIN BARAI HO JATAI HAIN HUM JAB -DEKHTA HEE NAHIN KOYEE HAMARI TARAF -ROTAI HAIN CHILATAI HAIN -TARS KISSI KO KARTA HEE NAHIN -HOTA HAI JAVANEE MAIN HAR INSAAN -APNAI APNAI KAMON MAIN -AUR RONAI DHONAI MAIN BHEE MASROOF -SAMAJHTA HAI AUR KARTA HAI UMEED YEH BHEE -HO GAYA HOON MEIN AB BARA DOOSROON KEE TARAHA HEE -PRESHAN TO REHTA HOON MEIN LEKIN ROTA HEE NAHIN KABHEE -LEKIN DEKHTAI HUM KOYEE INSAAN AISAI BHEE -JO BARAI TO HO JATAI HAIN LEKIN YEH JANTAI HEE NAHIN KEH VO HO GAYAI HAIN BARAI DHOOSRON KEE TARAH HEE -KAAM KARNA HAI ISSLIYAI ZAROORI YA VOH KAAM KARNA CHAHTAI HEE NAHIN -TO BAS CHALTAI JAATAI HAIN HUM SAB -AISAIS INSANON KO ROTAI HUAI, -LEKIN DEKHTAI HEE NAHIN -TARAS AATA HEE NAHIN AUR -NAN CHAHTAI HUM UN PAR TARAS KARNAI KAI LIYAI HEE -DEKHATAI HAIN HUM BAHUT SAI LOGON KO KAAM KARTAI HUAI AUR PRESHANIYON MAIN ULJHAI REHTAI HUAI HEE -BAS FARK TO AB SIRF ITNA HAI -JAB BACHAI THAI HUM, MAAN DHOOD DENAIVALEE THEE -BARAI HO GAYAI HUM AB -TO KOYEE DEKHNAIVALA HEE NAHIN -ULTA HO GAYA YEH VAKAT -HAMARAI LIYAI HEE -MANGNA TO BHOOL GAYAI HAIN HUM -AUR SHARMATAI HEE HAIN HUM ZAROOR -KARTAI HAIN HAMARAI BACHAI HAMAREE TARAH UMEED HUM SAI BHEE - DUKHEE REHTAI HAIN HUM IN SAB ZIMAIVARIYON MAIN HAR VAKAT HEE -ZINDGEE BEETATEE JATEE HAI -BAS IN PRESHANIYON MAIN AUR KABHEE KABHEE KHUSYON MAIN BHEE -LEKIN HAI AB JANANA YEH ZAROORI HEE -PAUHNCH GAYAI HUM AB ZINDGEE KAI USS KINARAI PAR HEE -JAB PACHTATAI REHTAI HAIN HUM HAR VAKAT -SAMAJH KUCHH AUR AATA HEE NAHIN -KYA KARNA THA MAGAR KAR NA PAYAI HUM -AGAR ACHHA BHEE KIYA -MILA USKAI INAAM MAIN NUKSAN HAR PARKAR KA HEE -BAS JEETAI HUM, SOCHNAI -AUR SUNANAI KA LIYAI BHEE -NAN MILTA HAI AB KOYEE SUNNAIVALA HEE -VICHARA AATAI HAIN HUMAIN KAYEE BAR HEE -KYA THA VOH BACHPAN, -JO MANGTAI THAI -VOH MIL JATA THA HUMAIN ZAROOR -AUR AB HAI YEH ZINDGEE -POOCHHNAI VALA HEE NAHIN KOYEE -RO LETAI HAIN HUM ANDAR ANDAR MAIN HEE -CHUP KAR LAITAI HAIN HUM APNAI KO KARATAI KARATAI HEE -AISAI MAIN DIL KO SAMJHA KAR HEE -RONA BHEE NAHIN -AUR PACHHTANA BHEE NAHIN KABHEE -NAHIN TO DUKHEE RAHO GAI TUM HAR VAKAT -AUR BEEMAR BHEE PAR JAOGAI TUM -BAS AB SABAR HEE SABAR MAIN HAI BHALA TUMHARA, -RONAI NAN KABHEE UR NAN KABHEE SOCH MAIN LAANA BHEE, ........................................................... ENGLISH when one is child and the child cries mother gives him/her milk but when one grows up, despite responsibilities and worries, one is obliged to work. But we some persons who though grow adult, but do not work, maybe they do not think to work or do not feel that they have become adult. Then what happens with such persons, even if they are weeping, no one bothers about them, though they see them weeping, but do not care as to why they are crying as each one when they have grown adult, feel compulsory to work and earn their living, even they have own responsibilities and worries along. Alas now we have reached a stage when no one bothers for us and we recall those days when we were children, everyone was caring for us and would standby to love us and now no one bothers for whether we are weeping what for. Even if we did good, there has been blame and no appreciation in any form at all. But finally we need to console ourselves and not to cry and weep, as weeping will bring no good, except that we will ruin our health. Thus good lies to live life as it, neither to repent, nor expect anyone to listen to our miseries either. Thus essential it is to live life as it is NO NEED TO REPENT NOR TO CRY. ------------------------------------ WRITTEN BY vasdevloond founder of marriage guidance new concept, cost free marriage bureau, NGO, to contact vasdevloond 9811943867 vasdevloond@gmail.com www.facebook.com -