WHAT A PATHETIC STORY OF HUSBAND AND WIFE AFTER SEPARATION 28-5-23


28 May 2023 07:02

WHAT A PATHETIC STORY OF HUSBAND AND WIFE AFTER SEPARATION -KYA HUA, ACHANAK KISSI BAAT PER HUSBAND AND WIFE KA JHAGRA HUA -ITNA ZIADA HUA KEH BEEVI HUSBAND KA GHAR CHHOR KAR APNAI MAN BAAP KAI GHAR MAIN CHALEE GAYEE -KAYEE MAHEENAI SHAYAD SAAL BHEE BEET GAI VO PHIR VAPAS NAHIN AYEE KABHEE -EK DIN KYA KHYAL AYA USSAI, KYON, KAISAI YEH PATA NAHIN -LEKIN ITNA PATA HAI ZAROOR KEH VOH APNAI PATEE KAI GHAR AA PAHUNCHEE -JAB DEKHA APNAI PATEE TO BUREE HALAT MAIN HEE -POOCHHNAI LAGEE USS SAI YEH KYA HUA, AUR KAISAI HUA -PATEE KEHNAI LAGA, KYA KARTA MEIN AKAILAI PUN MAIN HEE -RO RO KAR BEHAAL HUA MAIN, AANKHAIN DHAMTEE NAHIN THEEN, DIL KEE DHARKAIN KHATAM HOTEE THEE NAN KABHAEE -AKHIR MAIN AISAI HUA KEH ANKHAIN BAITH GAYEEN AUR NAN DEEKNAI LAGA KUCHH BHEE, -AB DIKHTA HAI KUCHH THORA THORA/ZARA ZARA -DEKH PA RAHOON MEIN TUMHAIN BAREE MUSHKAL SAI HEE -BEEVI POOCHHTEE HAI YEH KAR DIYA HAI TU NAI APNAI KO AISSAI KIYON -PATEE BOLNAI LAGA, BADKISMAT MEIN PAIDA HUA, BADKISMAT MEIN HOON AB TAK BHEE -JUDAYEE NAN JHEEL SAKA MEIN AUR NAN KABOOL KAR PAYA MEIN ISSAI KABHEE -PRESHANEE NAIN AUR AKAILAI PUN NAIN KAR DEE HAI HAI HALATMEREE -NAN DEKH SAKTA HOON, NAN SUN SAKTA HOON, AUR NAN HEE CHAL SAKTA HOON MEIN -MAKHIYAN AND MACHHAR HAIN MERAI SAATHEE -GAATAI RAHATAI HAIN YEH SAB DIN BHAR GEET HAR TARAH KAI APNAI -MUJHAI BEHLANAI KAI LIYAI AUR SULANAI KAI LIYAI BHEE -PHIR BHEE NEEND AATEEE NAHIN -YEH SUB THANK KAR SO JATAI HAIN RAAT MAIN HEE -AUR MEIN BHEE IN KEE TARAH THAK KAR SO JATA HOON HAR RAAT KO BHEE -ZINDGEE MAIN KUCHH HAMDARD/TARAS WALAI BHEE MIL JATAI HAIN KABHEE NAN KABHEE -VOH AA JATAI HAIN HAR ROZ DIN RAAT MUJHAI KHANA DENAI KAI LIYAI, AUR CHHOR JATAIN PAANEE PYASS LAGNAI PAR, MERAI PEENAI KAI LIYAI HEE -KABHEE KABHEE AA KAR NEHLA BHEE DETAI HAIN VO LOG AND BADAL DETAI HAIN MERAI KAPRAI BHEE -EK DIN DIL KIYA KEH MEIN AA KAR TUMHAIN LAINAI AYOON -MAGAR JURAT NAN KAR PAYA MEIN -YEH SOCHTAI HUAI KEH TU KHUSH HOGEEE APNAI MAIN APNAI MAN BAAP KAI GHAR MAIN BHEE -KIYON AND KIS LIYAI, DALOON MEIN TEREE KHUSHEE MAIN VIGAN/BADHA KISSI PARKAR KA HEE -BAS AB TO ZINDGEE BEET REHEE HAI DOOSRON KAI SAHARAI AUR AKALAI PAN MAIN HEE -AADEE HO GAYA HOON MEIN AB ISS ZINDGEE MAIN HEE -KYA KAHOON MEIN TUMHAIN AB -CHALEE JAO, BAS CHALEE JAO TU BAHUT DOOR KAHIN YA APNAIN MAN BAAP KAI GHAR HEE SAHEE -KUSH RAHO TU APNEE ISS TARAH KEE ZINDGEE MAIN HEE -MUJHA SAI DOOR, AKAILAI PAN MAIN YA APNAI MAN BAAP KAI SAATH BHEE -KUSH RAHOO YEH HAI DUA MEREE -CHALEE JAO JALDEE SAI ISSEE VAKAT -AUR CHHOOR DO MUJHAI MERAI HAAL PAR -NAN TARS KANA KABHEE AUR NAN KIYA HAI TU NAIN AB TAK BHEE -ROTEE RULATEE CHALEE JATEE HAI BHEEVE, PACHHTAI HUAI AUR TARS KHATAI HUAI -NAN GHAMAND AUR NAN TARS ROK PAYAI ISSAI -CHALEE GAYEE BEEVEE AKHIR KAR APNAI MAN BAAP KAI GHAR MAIN HEE -PACHHTANI LAGEE HAR VAKAT AUR AKELAI REHNAI LAGEE HAR VAKAT -APNAI HUSBAND KA YEH MISERABLE NAZARA DEK KAR HEE -BAS ZINDGEE TO KHATAM HONEE THEE EK NAN EK DIN ZAROOR -DONO KHATAM HO GAYAI EK NAN EK DIN, SHAYAD EK DOOSRAI KEE YAAD MAIN YA NAFRAT MAIN HEE NAN HUM JANTAI HAIN AUR NAN SOCH SAKTAI HAIN HUM KABHEE Conclusion: non-realisation as to what separation means and how much sufferance it brings in , generally couples fight, get separated and live life in regrets, miseries etc., cause worries for their parents and to them as well, for what gain, I will say nothing, pride and ego prevaII, fight results in and rest of life is spent in regrets, aloofness and in depression sooner or later. ADVICE: TOLERANCE IS THE BEST RECIPE, KEEP PATIENCE, NEVER AGGRAVATE THE SITUATION, SHIFT AWAY FROM THE SCENE, LIE DOWN ,TAKE SOME COLD WATER, AND WHEN TEMPER COOLS DOWN, REFLECT ON WHY IT HAPPENED, WHAT WERE THE REASONS, WHY SUCH AN ANGER FLARED UP, CHANGE YOURSELF TO CONCILIATORY MOOD, BE APOLOGETIC IF YOU DO NOT MIND, AND THUS LET THE ANGER AND ANGRY MOMENT PASS OFF AND THUS BRING BACK THE LIFE TO NORMAL ONE. …………………………………………………………………………………………………………….. by vasdevloond, founder of marriage guidance new concept, cost free marriage bureau, incepted in 2015, contact: 9811943867 vasdevloond@gmail.com